movie song lyrics
Lyrics

Main yaron se angreji mein
Letter likhwata tha
Chache ka scooter leke
Uske peechhe jata tha
Par meeting ho na paati
Uska tha reason
Daddy jee uska jo
Use chhorne aata tha

Shoon shaan, shoon shaan
Shoon shaan, shoo sha
Char gear da scooter ude
Jeve Hayabusa x (3)

Main shoon shaan, shoon shaan karke
Gali ke ghede tha lagata
Naam tera chilla ke
Gaadi ke pechhe chhup jaata
Bhaai tera badmaashi mein
Naam kama ke baitha hai
Agar mujhko pata yeh hota
Main na tere peechhe aata

Shoon shaan, shoon shaan
Shoon shaan, shoon shaa
Char gear da scooter ude
Jeve Hayabusa x (3)