
BAIRIYAN
Re bandhe
re bandhe
re bandhe
Aise mohe bandhe
Ha mohe bandhe wo
naino ki dur se
Hai ye pyaar kaisa
Iska raaz hai kya bol de
Keh bhi de
Kabhi sakun kabhi
laage bala hai
Kabhi dua kabhi
laage hala hai
Naino se yeh kya
ho chala hai
Bariyan o bairiya
mujhe sata na bairiya
Bariyan o bairiya
mujhe sata na bairiya
Kaisi ye peer jo raate jaage
Taaro ko chante re
Kaisi ye peer jo raate jaage
Raate jaage aur
taaro ko chante re
Palko ki dibbiyo me rehte
Khawaab hai udne ko kehte
Haatho se chutta,
cuta chala hai jeeya
Bairiya....
Bairiyan o bairiya
mujhe sataa na bairiya
Udne lagi hai khaamoshi se
Baato ki parchiyaa
Udne lagi hai khamoshi se,
khamoshi se
Baato ki parchiyaa
Hone lagi aadhi aadhi
Aankho se hi kai baate
Saanse jalaaye ishq ki sardiyaa
Bairiya....
Bairiyan o bairiya
mujhe sata na bairiya
Bairiya o bairiya,
mujhe sata na bairiya
Kabhi dua kabhi kabhi hala
Bairiya o bairiya...
Bairiya...